Achi Baatein

Achi baatein A Collection of Motivational and Inspirational Shayari in Hindi With Images Download Hindi Shayari and can inspire yourself wallpapers and photos to share with your friends and relatives on facebook and whatsapp.

na wo sapne dekho

na wo sapne dekho

na wo sapne dekho jo tuth jaye
na wo haath thamu jo ruth jaye
mat aane do kisi ko kareeb itna
ki uske door jane insaan ruth jaye

insaan ki chahat hai udhne ko par mile
aur parindo ki chahat hai ki rahne ko ghar mile

baatein jo bolo sabhal kar bolna chahiye
Q ki jab wo wapas lauti hai to rop badal ke aati hai

tum jab akele ho to apne vicharo ko sabhalo
aur jab tum sabke beech ho to apne shado ko sabhalo

tum dusro ke rashte ki rukawate door karte jao
tumhari apni manzil ka rashta aasaan hota jayega

jab jab mujhe tumhari zarurat thi
tab tab ke liye saath chhodne ka shukriya

haks mahenat ke bigair

haks mahenat ke bigair

haks mahenat ke bigair kaammiyabi ka khuwaab dekhna
aisa hai jaisa bina fasal ke fasal kaante ki ummeed rakhna

apne humsafar ko apne jaisa hone ki tawakkha mat karo
Q ke tum kisi ka seedha haath pakadh ke seedhe nahi chal sakte

mushkil tab hoti hai jab insaan andar se tuta huwa ho
aur use majbor hokar apno ke liye mushkurana padhe

kabhi kabhi hum dusro ko sahara dene main
is qadar kho jate hai ke humein pata hi nahi chalta
k hum kab be sahara ho gaye

kandhe main bola huwa ek kathor sabh itna jahelira ho sakta hai
aapki piyari baaton ko ek minet main nusth kar sakta hai