Diljale Shayari

Diljale Shayari in Hindi: Diljale Shayari which is the poetry of the heart of all of you, this poetry I am a painful poetry You can send friends to your girls & boys. You can also share it with those who know you. This shayari is for heart breakers, This is a complete list of all the tags of this book, Love poem is the best poem for the people I am suffering,This is a great way to add all the links to this page,This Sad Love Shayari I will get good Shayari post every day, thank you so all your friends.

laut aate phir se

Diljale Shayari In Hindi With Images

laut aate phir se tere pass par kya faida
na tere dil main meri mohabbat rahi aur
na tujhe is mohabbat ki zarurat rahi

tujhe inkaar hai mujhse mujhe ikraar hai tujse
to khafa hai mujhse mujhe chahat hai tujse

kon kab kisi ka hota hai ye sab jhute rishty nate hai
sab dil rakhne ki batein hai sab asli roop chupate hai
aqhlaakh se hai yahan log khali lafzon se teer chalate hai
ek baat nighaon main aa kar bus saari umar rulate hai

main tanhayi ko tanhayi main tanha kaise chhudo
tanhayi ne tanhayi main mera tanha saath diya hai

mana ke tere piyaar ke qabil nahi hai hum
magar itni bhi nafrat na kar ke jee bhi na paye hum

mujhe heer ranja

diljale shayari download

mujhe heer ranja ki kahani mat suna aye ishq
seedha saadha bol tujhe mri jaan cahiye

bikne wale aur honge jao jahan man chahe dhond lo
Q K hum kimat se nahi kismat se mila karte hai

meri bebasi ki kitaab ka tune waraq padha hi nahi
tujhe kya khabar kahan mar gayi meri khuwaishen tere saher main

ujadh jate hai sir se pao talak wo log
jo kisi ne parwah se be panha piyaar karte hai

na dil raha zakham uthane ke kabil
na hum rahe dil lagane ke kabil
teri yaadon ne diye zakham aise
na hamein chhodha kabhi mushkurane ke kabil

sab the tere janaze ke piche ek main na tha tere janaze ke piche
main hota bhi kaise tere janaze ke piche tera janaza tha mere janaze ke piche

mana ki hamein

Diljale Shayari Facehbook

mana ki hamein fursat nahi mil tujhe yaad karne ki
magar hum jab bhi aap ko yaad karte hai to zamana bhul jate hai

aye dile-nadaan tujhe huwa kya hai aakir is dard-e-dil ki dawa kya hai
dil main dard hu to dawa kijiye aur jab dil hi dard hu to kya kijiye

jungle main rahta hoon kaanto par suta hoon
jab teri yaad aati hai to ji bhar ke ruta hoon

matlab bhari is duniya main kon kis ka hota hai
dhuka wahi deta hai jis par sab se zayda bharosha hota hai

sajaa kar phool daman main kaanto ki pahechan nahi
jo kisi ka dukh na jaan paye wo kabhi insaan nahi hota