Dillagi Shayari Heart is the place where love and romance flourish. And this is the heart with which we combine many situations like romance, union, isolation, jealousy and despair. We have collected a few verses about such situations which will now move you emotionally, now you are motivated to smile or even laugh. This kind of poem will make fun of lovers and help them to know themselves in different ways in the form of love.
baaton hi baaton main ishara kar ke
khud bhi roya humse kinara kar ke
ek hi saher main rahena hai magar milna nahi
dekhte hai ye inayat hum bhi gawara kar ke
har gahdi ek naam yaad aat hai
kabhi subha kabhi shaam najaer aata hai
sochte hai kar le phir se mohabbat
phir hamien mohabbat ka wahi anjaam najar aata hai
r
har khushi dil ke qareeb nahi hoti
zindagi gumon se door nahi hoti
aye dost mohabbat ko sabhal ke rakhna
mohabbat har kisi ke naseeb main nahi hoti
khud ko khud se hum kalaam kar ke dekh
kitna mushkil hai ye kaam kar ke dekh
kis qadar udaas guzarti hai meri shamein
yaad kisi ko kisi shaam kar ke dekh
Q itna qareeb chala aata hai koi
Q mohabbat ka ahesaas dilata jata koi
jab aadat ho jati hai dil ko is ko
to Q tanha chhod jata door jatya hai koi
likho to kuch aisa likho ki
kagaz bhi rone par mazboor ho jaye
har lafz main wo dard paida karo ki
bewafa bhi wafa karne par mazboor ho jaye
zubaan chalne lagi khusayi karne lage
naseeb bigdha to gongge bhi burayi karne lage
hamare qad ke barabar bhi na aa sake jo log
hamare pao ke niche khudayi karne lage
dekh kar mere haaton ki lakhiren ko wo najhwi bhi ro pade
ke tujhe wahi log rulayege jinhen to khud se zayda chaho ge
taras rahi hai teri didaar ko jo ye aankhein meri
wo be qaraar hai aaj nighaen tujhe slaam karti hai
usko goli ki tarah lagti hai meri baarein
is ka matlab hai ke accha nishana hai mera
zindagi ne pocha sapna kya hota hai
to haqeeqat boli band aakhon main jo
apna hota hai khuli aakhon main wahi sapna hota hai
ab to moh apna mat dikhao mujhe
nasahu main sudhar gaya kab ka
mera mursat se nikal do naam
main to khud se muqar gaya kab ka