इस दिल की दास्ताँ भी बड़ी अजीब होती है
बड़ी मुस्किल से इसे ख़ुशी नसीब होती है
किसी के पास आने पर ख़ुशी हो न हो
पर दूर जाने पर बड़ी तकलीफ होती है
dard-e-dil jis din be-hisaab hota hai
wo din shayari ke liye lajawaab hota hai
samjhaute ki bheed bhaad main sabse rishta toot gya
itne ghunte teke humne aakhir ghunta hi toot gya
रहना यूं तेरे खयालों मे ये मेरी आदत है
कोई कहता इश्क कोई कहता इबादत है
labon se guftagu nahi aakhon ka qalaam accha hai
in huns walo se bus door ka salaam accha hai
badi mushkil se bana hoon toot jane ke baad
main aaj phir roh deta hoon mushkurane ke baad
tujhse mohabbat thi beinteha lekin
aksar ye mahesoos huwa tere jaane ke baad
ab tak dhoondh raha hoon main apne andar ke us shaks ko
jo najar se kho gya hai tere na najar aane ke baad