khass kuch jimma tum bhi utha lete
tootne se na sahi bikharne se bacha liye hote
khwahishen ke bojh main to kya kar raha hai
itna to jeena bhi nahi hai jitna to mar raha hai
fizul hai saari daleelein aur gawah diwani ki waqalat main
sakoon ka kanoon hi nahi hota ishq ki aadalat main
बेताब सा रहते हैं तेरी याद में अक्सर
रात भर नहीं सोते हैं तेरी याद में अक्सर
जिस्म में दर्द का बहाना बना के
हम टूट के रोते हैं तेरी याद में अक्सर
ishwar se milna hai marne se pahle
milwane ka koi qalandar le aao
dil main rahne ki khuwaishen hai mushafir
dil jitne wala koi shikandar le aao
shazish jab kar hi li hai phir guftagu kis baat ki
khush hai log jab faisle se phir nazdikiyan kis baat ki
haaton main pattah nahi phir chont dete hai
ye zubaan bhi azeeb hai acche acche ke ghar todh dete hai
zamana kuch bhi kahe parwah na kar
jise zameer na mane use to salaam na kar
najar namaaz najariya sab kuch badal gya
ek roz ishq huwa aur jaise khuda badal gya
meri gehri khamoshi main sannata bhi hai shor bhi hai
tune thik se dekha hi nahi in aakhon main kuch aur bhi hai