kisi mukammal shaks ki talassh mein zindagi safar karne se bhetar hai
kisi adhure insaan ko apne piyaar se mukammal karo
जब ज़मीर समझोता करना छोड़ दे तो
समझ लो अब इंसानियत ख़तम हो गई
hamesha saath rhena chahte ho to ye baat yaad rakhna
k kabhi bhi dusron ki baaton mein aa kar apno pe shak mat karna
बोलना तो सब लोग जानते है
मगर कब और किया बोलना है ये बोहुत कम लोग जानते है
acche rishton ke liye sharton ya wado ki zarurat nahi padhti
us ke liye sirf do log cahiye jin mein se ek bharosha kare
सपना वो नहीं है जो आप को नींद में देखे
सपना वो है जो आपको नींद ही नहीं आने दे
jo log hamesha saath rahne ka yakeen dilate hai
insaan apni tanhayion mein inhe hi dhoonta rahe jata hai
मुझे खैरात में मिली खुशियाँ अच्छी नहीं लगती
में अपने घमो में रहता हूँ नवाबो की तरह