kya kasoor hai mera

kya kasoor hai mera

kya kasoor hai mera jo tum ne mujhe yaad karna chhod diya
meri wafa main kami thi ya meri gareebi acchi nahi lagti tumain

tujhse door jane ka koi idraada na tha
par rukte to bhi kaise rukhte aakhir jab tu hamara nahi tha

tujhe bhul jaon ye kosish karke dekhonga
waise dariya ka ulta behna na mumkin hai

har tarika humne aazma ke dekha hai
jo kismat se nahi milte wo kisi bhi kimat pe nahi milte

ye tumse kisne khe diya baazi haar baithe hai hum
mohabbat main lutana ko abhi jaan baaki hai

Romantic Status