maine kaha wo ajnabi hai dil ne kaha ye dil lagi hai
maine kaha wo sapna hai dil ne phir bhi wo apna hai
jaisa tum sochte ho waise hum nahi hai
aur jaise hum hai waisa tum soch bhi nahi sakte
wafa ki qaid khano main sajaye kab badalti hai
badalta dil ka mausam hai hawayn kab badalti hai
koi pa kar nibhata hai koi khu kar nibhata hai
naye andaaz hote hai wafayen kab badalti hai
ab to khuda se milne ko dil karta hai aye zindagi
bohut bure hai hum bohut logo se suna hai