mana ki hamein fursat nahi mil tujhe yaad karne ki
magar hum jab bhi aap ko yaad karte hai to zamana bhul jate hai
aye dile-nadaan tujhe huwa kya hai aakir is dard-e-dil ki dawa kya hai
dil main dard hu to dawa kijiye aur jab dil hi dard hu to kya kijiye
jungle main rahta hoon kaanto par suta hoon
jab teri yaad aati hai to ji bhar ke ruta hoon
matlab bhari is duniya main kon kis ka hota hai
dhuka wahi deta hai jis par sab se zayda bharosha hota hai
sajaa kar phool daman main kaanto ki pahechan nahi
jo kisi ka dukh na jaan paye wo kabhi insaan nahi hota