mere wajud ka hissa ban chuke ho tum
ab tumhen khud se lag shochu to azeeb lagta hai
tumhari aankhon me dekhne ki aadat hai mujhe
khud ko aayine me dekhu to azeeb lagta hai
जाने क्यों अकेले रहने को मज़बूर हो गए यादों के साये भी हमसे दूर हो गए
हो गए तन्हा इस महफ़िल में कि हमारे अपने भी हमसे दूर हो गए
tum sajte ho ke jeene ki hawas hai mujh ko
me to is aas pe zinda hun ke marna kab hai
Ajnabi rehna par kisika intezaar mat karna
Kisi ke pyaar ke khudko bekaraar mat karna
Acha saathi mil jaaye to thaam lena haath
Par dikhawe ke liye kisi se pyaar mat karna
mere ayebon ko ginne walo beshak mujhe shinghaar kardo
magar uthaye wo pahla patthar jin me koi ayb na ho