kuch mazboriyon ne khamosh kar diya humein
zara hum khamosh huwe to apno ne diya karna chood diya
छोटी सी लिस्ट है मेरी ख़्वाहिशों की
पहले भी “तुम” और आख़िरी भी तुम
waqt ne badal diya logo ka rowayian aye dil
warna hum bhi wo log the jo kabhi dilon mein basa karte the
मेरे अंदर की उदासी काश कोई पढ़ ले
ये हँसता हुआ चेहरा तो ज़माने के लिए है
dekha hai maine is zamane ka riwaaz-e-ishq
jahan aam se khaas aur phir khaas se khaak kr diya jata hai
टूटे हुए काँच की तरह चकनाचूर हो गए
किसी को लग ना जाये इसलिए सबसे दूर हो गए
kabhi humne bhi mohabbat mein apne aap ko badsha samjhte the
pata us din chala jab wafa mangte rahe faqeeron ki tarah