मंजिल यूँ ही नहीं मिलती राही को
जुनून सा दिल में जगानापड़ता है
पूछा चिड़िया से कि घोसला कैसे बनता है
वो बोली कि तिनका तिनकाउठाना पड़ता है
mushkil kewal bhetreen logo ke hisse mein hi aati hai
Q ki wo log hi use behtreen tarike se anjaam dene ki taakat rahkte hai
तब तक कमाओ जब तक महंगी चीज सस्ती ना लगने लगे
चाहे वो ‘सामान’ हो या ‘सम्मान
kisi ko aise hi khud se alag na karo
bichhedhe huwe chnd sukhe patte pura jungle jala dete hai
faida uthana ho to har mauke ka uthao
lekin tab nahi jab koi takleef mein ho
ban jaon agar tum sa to kaisa lagega
har pal rahun tum se khafa to kaisa lagega
padhte ho mujhe tum namazo ki tarah
hun jaon agar tum se kaza to kaisa lagega
rakh lo aaine hazaar tasalli ke liye
par sach ke liye to aankhein hi milani padegi
aadmi wo nahi jo chehre se dikhta hai
aadmi wo hai jo soch se dikhta hai
apne paise par aur umr par ghamand mat karna
Q-K jo cheezen gini ja sake wo yakenan khatam ho jati hai