na wo sapne dekho jo tuth jaye
na wo haath thamu jo ruth jaye
mat aane do kisi ko kareeb itna
ki uske door jane insaan ruth jaye
insaan ki chahat hai udhne ko par mile
aur parindo ki chahat hai ki rahne ko ghar mile
baatein jo bolo sabhal kar bolna chahiye
Q ki jab wo wapas lauti hai to rop badal ke aati hai
tum jab akele ho to apne vicharo ko sabhalo
aur jab tum sabke beech ho to apne shado ko sabhalo
tum dusro ke rashte ki rukawate door karte jao
tumhari apni manzil ka rashta aasaan hota jayega
jab jab mujhe tumhari zarurat thi
tab tab ke liye saath chhodne ka shukriya