saari fitrat to naqabon mein chupa rakhi thi
sirf tasveer uzaale mein laga rakhi thi
meri gardan pe talwar thi duhsman ki
meri bajuwon pe meri maa ki duwayen rakhi thi
yahan imaam likhte hai yahan imaan padthe hain
humein kuch aur na padhao hum quraan padhte hain
hausle zindagi k dekhate hai
chaliye kuch roz jee ke dikhate hai
neend pichhli sadi ke zakhami hai
khuwaab agli sadi ke dikhate hai
to jo chahe to tera jhut bhi bik sakta hai
shart itni hai ki sone ka tarazu rakh le
jab garz huwa tab pyar kiya jab waqt mila tab yaad kiya
ab aur kiya hakikat likhon is daur ke logo ne kiya kya
irada tha k mein kuch der tufhano ka maza leta
magar be chare darriya ko utar jane ki jadi thi
maine apni aankhon se lahu chalka diya
ek samundar kahe raha hai mujhe paani chahiye