Rahat Indori Shayari

Rahat Indori Shayari: Rahat Indori Ghazals, Rahat Indori Best Shayari, Shayri Of Rahat Indori, Rahat Indori Poems, Shayari Of Rahat Indori राहत इंदौरी की ग़ज़लें.

abhi is taraf na

Rahat Indori Shayari

abhi is taraf na nigah kar mein gajal ki palkein sawaar lo
meri lafz lafz me ho aayina tujhe aaiyne me utaar lo

mein jis ki khatir mohabbaton ki har ek had se gujar gaya
wo ab bhi mujh se ye puchta hai ke such batao wafa kroge

teri har baat mohabbat me gawara kr ke
dil ke bazaar me baithe hai kinara kr ke
mein wo dariya hun ki har boond bhawanr hai jiski
tumne sahi mujhe se kinara kr ke

jaban to khol najar to mila jawab to de
mein kitna baar luta hun hisaab to de
tere badan ki likhawat mein hai utaar chadhao
mein tujh ko kaise padhunga mujhe koi kitaab to de

faisle lamhaat k nashlon pe bhari ho gaye
baap hakim tha par bete bikhari ho gaye

gulaab khuwaab dawa zehar jaam kiya kiya hai
mein aa gaya hu bata intezaam kiya kiya hai
fakir shaah kalandar imaam kiya kiya hai
tujhe pata nahi tera gulaam kiya kiya hai

to jo chahe to

Rahat Indori Motivational Shayari

saari fitrat to naqabon mein chupa rakhi thi
sirf tasveer uzaale mein laga rakhi thi
meri gardan pe talwar thi duhsman ki
meri bajuwon pe meri maa ki duwayen rakhi thi
yahan imaam likhte hai yahan imaan padthe hain
humein kuch aur na padhao hum quraan padhte hain

hausle zindagi k dekhate hai
chaliye kuch roz jee ke dikhate hai
neend pichhli sadi ke zakhami hai
khuwaab agli sadi ke dikhate hai

to jo chahe to tera jhut bhi bik sakta hai
shart itni hai ki sone ka tarazu rakh le

jab garz huwa tab pyar kiya jab waqt mila tab yaad kiya
ab aur kiya hakikat likhon is daur ke logo ne kiya kya

irada tha k mein kuch der tufhano ka maza leta
magar be chare darriya ko utar jane ki jadi thi

maine apni aankhon se lahu chalka diya

ek samundar kahe raha hai mujhe paani chahiye