Sharabi Shayari, Gam Shayari, Sharabi Picture, Sarabi sayri, Sharabi Shayari in Hindi Font, Sharabi Status in Hindi, Daru Shayari.
sharab pila kar mujhe be-din na kar saakhi
madhosh karna hai to mahfil mein zikr yaar karde
mein itna gafil nahi ke apne chane walo ko bhul jaun
pita zarur hun lekin kuch der gum bhulane ke liye
ज़िन्दगी है जीने की लिए तो जिया क्यों ना जाए
उसकी बेवफाई ने दिया मौका तो पिया क्यों ना जाए
peete the sharab hum usne chudadi apni kasam de kar
mehfil mein gagye to yaaron ne pilayi uski kasam de kar
hum to ji rahe the unka naam lekar
wo gujarte the hamara salaam le kar
kal wo keh gaye bhulado humko humne pucha kaise
wo chale gaye haaton mein jaam de kar
teri yaad aaj bhi aati hai
par aisa nahi ke jiya nahi jata
tu door chali gyi hai thik hai
pass hoti tu pine mein maza nahi aata
मोहब्बत मुझे थी उनसे इतनी
उनकी यादों में दिल तड़पता रहा
मौत भी मेरी चाहत को रोक ना सकी
कब्र में भी दिल धड़कता रहा
ishq ka daur khatam ho gya
mere liye to sharab ka daur hai
bhari mahfil mein pike dekh liya
tanhai mein pine ka maza hi kuch aur hai
gum is kadar mila k ghabra k pi gaya
khushi thudi si mili to mila kar pi gaya
yu to na thi humse pine ki adat
ke sharab ko tanha dekh to taras kha ke pi gaya