Shayari collection hurt brekup painful status with images download, girls & boys poerty You will love to read Heart touching true feelings and soul of hindi language
paisa bhi kamaal ki cheez hai jiske pass nahi uski izzat nahi
aur jiske pass hai use kisi ki izzat nahi
टूटे हुए सपनो और छुटे हुए अपनों ने मार दिया वरना
ख़ुशी खुद हमसे मुस्कुराना सिखने आया करती थी
kis se piyaar kro to inta kro ki bayan karne se pahle
use bhi tumhari piyaar ki ahemiyat samjh main aa jaye
कौन कहता है मुसाफिर जख्मी नही होते
रास्ते गवाह हैं कम्बख्त गवाही नही देते
main tere khayalon se bach kar kahan jaon
tum eri soch ke har rashte mein najar aate ho
उम्र छोटी है तो क्या ज़िंदगी का हरेक मंज़र देखा है
फरेबी मुस्कुराहटें देखी हैं बगल में खंजर देखा
bichadh kar milenge yakeen kitna hai
beshaq khuwaab hai magar haseen kitna hai
मुस्करा कर देखो तो सारा जहाॅ रंगीन है
वर्ना भीगी पलको से तो आईना भी धुधंला नजर आता है
wapas laut aaya hai hawaon ka rukh modne wala
dil mein phir utar raha hai dil todne wala
अहंकार दिखा के किसी रिश्ते को तोड़ने से अच्छा है कि
माफी माँगकर वो रिश्ता निभाया जाये
bheege kagaz ki tarah kar diya tune zindagi ko
na likhne ke qabil choda aur na hi jalne ke qabil choda
Shayari Collection
वो साथ थे तो एक लफ़्ज़ ना निकला लबों से
दूर क्या हुए कलम ने क़हर मचा दिया
koi huq nahi hai us par acche se ye jante hai hum
lekin aaj bhi na jane Q uske liye hi duaa mangte hai hum
humne to uss saher mein bhi intezaar kya hai tera
jahan mohabbat ka koi riwaaz nahi hota
hum mohabbat main bhi barabari ka hisaab rakhte hai janab
usne humain rula diya t humne bhi use bhula diya
क्या मिला उस बेवफा को हमसे नाता तोड़ कर
आज खुद भी तनहा फिर रही है हमको तनहा छोड़ कर
pahle bohut shuk tha tujhe hamara haal chaal puchne ka
to batao ab kiya huaa hum wo nahi rahe ya din wo nahi rahe
ek to hai jo mujhe aaj bhi aasoon ke siwa kuch de bhi nahi sakti
ek main hun jo aaj bhi tujhe mohabbat ke siwa kuch de nahi sakta
hichkiyan dilakar hamari ulfat Q badha rahe ho
bas itna bata do yaad kar rahe ho ya yaad aa rahe ho
खुशी के फूल उन्हीं के दिलों में खिलते हैं
जो इंसान की तरह इंसानों से मिलते हैं