There are lots of famous poets which are very good but their writers are not mentioned Smile Quotes. Let us always meet each other with smile for the smile is the beginning of love you make life more beautiful.
Mausam Badal Raha Hai Apna Khyal Rakhna Aye Mere Dost
Q K Badalte Mausam Aur Badalte Log Bohat Takleef Dete Hai
Ek Aarzo Si Hai Ke Unko Bhol Jaane Ki
Magar Unki Yaad Aati Hai To Hasrat Haar Jaati Hai
सायद मेरी वफ़ा में कोई कमी रही होगी
वो शक्स मेरा हो कर भी मेरा हो ना सका
Ab To In Aankhon Se Bhi Jalan Hoti Hai Mujhe
Khuli Ho To Yaad Teri Band Ho To Khuwaab Tere
Haseen Aankhon Ka Padhne Ka Abhi Tak Shauk Hai Mujhe
Mohabbat Mein Ujadh Kar Bhi Meri Aadat Nahi Badli
मंजिल यूँ ही नहीं मिलती राही को
जुनून सा दिल में जगानापड़ता है
पूछा चिड़िया से कि घोसला कैसे बनता है
वो बोली कि तिनका तिनकाउठाना पड़ता है
mushkil kewal bhetreen logo ke hisse mein hi aati hai
Q ki wo log hi use behtreen tarike se anjaam dene ki taakat rahkte hai
तब तक कमाओ जब तक महंगी चीज सस्ती ना लगने लगे
चाहे वो ‘सामान’ हो या ‘सम्मान
kisi ko aise hi khud se alag na karo
bichhedhe huwe chnd sukhe patte pura jungle jala dete hai
faida uthana ho to har mauke ka uthao
lekin tab nahi jab koi takleef mein ho
ban jaon agar tum sa to kaisa lagega
har pal rahun tum se khafa to kaisa lagega
padhte ho mujhe tum namazo ki tarah
hun jaon agar tum se kaza to kaisa lagega
rakh lo aaine hazaar tasalli ke liye
par sach ke liye to aankhein hi milani padegi
aadmi wo nahi jo chehre se dikhta hai
aadmi wo hai jo soch se dikhta hai
apne paise par aur umr par ghamand mat karna
Q-K jo cheezen gini ja sake wo yakenan khatam ho jati hai
har shaks parinde ka hum dard nahi hota mere dost
bahut be dard baithe hai duniya mein jaal bichane wale
mariyada rakhna zarori nahi hai jab paise ki kami ho
tab kharch me aur gayaan ki kami ho tab charche mein
such ki khuwahish hoti hai ki sab use pahechane
aur jhot ko hamesha dar lagta hai ki koi use pahechaan na paye
apne andar ke bacche ko hamesha zinda rakhiye
had se zayda samajhdari jiwan ko niraas kar deti hai
itna mat boliye log chup hone ka intezaar karen
balki inta bol kar chup ho jao ke log dubara
khud ka maan agar chaho to aauro ka bhi maan rakhen
kahne ko agar jeeb mili hai to sunne ko bhi kaan rakhen
waqt mausam aur logo ki ek hi fitrat hoti hai
kab kaun aur kahan badal jaye kuch kaha nahi ja sakta
kaun si baat kab kaise kahi jaati hai
ye salika ho to har baat suni jaati hai