Sad Love Shayari Is A Form Of Hindi Shayari Which Is Unhappy, Depressing And Sorrowful. Sad Love Shayari Is Liked By People Who Are Sad And Heart Broken. Writing And Reading Shayari Is A Nice Way To Express Your Sad Feelings To The Global. There Are Lots Of Famous Poets Like Rahat Indori Mirza Ghalib Allama Iqbal Who Were Known For Their Shayari, But There Are Lots Of Couplets And Poems Out There Which Are Very Good But Their Writers Are Not Mentioned. We Will Try To Upload All Of The Sad Love Shayari Whether Their Writers Are Known Or Not Known.
kisi mukammal shaks ki talassh mein zindagi safar karne se bhetar hai
kisi adhure insaan ko apne piyaar se mukammal karo
जब ज़मीर समझोता करना छोड़ दे तो
समझ लो अब इंसानियत ख़तम हो गई
hamesha saath rhena chahte ho to ye baat yaad rakhna
k kabhi bhi dusron ki baaton mein aa kar apno pe shak mat karna
बोलना तो सब लोग जानते है
मगर कब और किया बोलना है ये बोहुत कम लोग जानते है
acche rishton ke liye sharton ya wado ki zarurat nahi padhti
us ke liye sirf do log cahiye jin mein se ek bharosha kare
सपना वो नहीं है जो आप को नींद में देखे
सपना वो है जो आपको नींद ही नहीं आने दे
jo log hamesha saath rahne ka yakeen dilate hai
insaan apni tanhayion mein inhe hi dhoonta rahe jata hai
मुझे खैरात में मिली खुशियाँ अच्छी नहीं लगती
में अपने घमो में रहता हूँ नवाबो की तरह
ek baat zindagi bhar yaad rakhna kisi ko dukha mat dena
Q -K dhuke mein badi jaan hoti hai ye kabhi nahi marta
ghum phir ke ek din aap ke paas wapas aa jata hai
Q-K isse apne thikhane se mohabaat ho jaati hai
अगर रास्ता खुबसुरत है तो मालूम करो के किस मंजिल को जाता है
लेकिन अगर मंजिल खुबसूरत है तो रास्ते की परवाह ना करो
jab rishty sacche hun to zayda sabhalne nahi padhte
aur jin rishton ko sabhalna pade wo sacche rishty nahi hote
अपनी ख़ुशी के लिए दूसरों की ख़ुशी को ख़ाक में ना मिलाओ
तुम्हारी वो ख़ुशी बेकार है जिस के पीछे किसी के आंसों आ पड़े
लोगो को इस बात से गर्ज़ नहीं होता के आप खुश है या नहीं
फर्क इस बात से पड़ता है के आप इन्हें खुश रखते है या नहीं
khamoshi ek bhetreen aadat hai
khaas kar ke tab jab aap jahilon mein ghire huwe ho
सच बोलने का शौक हो तो ओने बाज़ार में बोलो
लोगो की ज़िन्दगी को अज़ाब मत बनाओ
rishton ki khubsurti ek dusre ko bardasath karne mein hai
be ayb insaan talaash karoge to akele rahe jao ge
कितना भी पकड़ लो पिसलता ज़रूर है
ये वक़्त है साहेब बदलता ज़रूर है